
Izzat Ki Keemat
’Savita ne apne pati ki tasveer dekhi. “Main bure raste par ja rahi hoon… par ek Maa hoon,” usne dheere se kaha. Phir usne Rahul ki taraf dekha, uski aankhon mein dard bhi tha aur gussa bhi. “Par yeh sab hoga kaise? Tumhare paas camera hai? Kahan karoge yeh photoshoot? Gaav mein toh roz koi na koi aata-jata rehta hai, yahaan toh sambhav nahi hai.” Rahul ne halke se sukhte hue kaha, “Mujhse nahi hoga, Maa… lekin Bhoju madad kar sakta hai.” Savita ka chehra halka sa sankoch bhara tha, “Bhoju? Wo kaun hai?"’